Par unse do kadam aaya na gaya
Humne ro kar pucha kyon tod diya pyaar ka waada
Unhone haskar kahaa bas nibhaaya naa gayaa
| Agar rakh sako to ek NISHANI hu me, |
| Aur kah do to ek KAHANI hu me, |
| ROK paya na jise ye JAHAN sara , |
| Woh ek BOOND aankho ka PAANI hu me… |
| Kab toot jaaye…kasam hi to hai, |
| Kab badal jaaye…nazar hi to hai, |
| Aap mere saath ki aadat mat daalo, |
| Kab khatam ho jaaye…SAFAR hi to hai…. |
No comments:
Post a Comment