Monday, June 9, 2008

Teri Yaade........

Teri yaade kyu tadpati hai itna
ki darde dil saha nahi jaata
kuch to batou esh dard ki dava
kyoki ab aapke bagair raha nahi jaata

Har Chehre Mai....

Har chehra mai najar aaye chehra jishka
har naam mai yaad aaye naam ushka
jishki baate hi gunjti hai hoto pe mairi
kon hai vo maira or kya rishta hai ushka or maira

Aisha Kyu..............

kyu kishi ko kishi ajnabi se payar ho jaata hai
kyu dil ushi pe mar mitne ko taiyar ho chahta hai
kuch swal aishe kyu hote hai pyar main……….
jishka jwab dena mushkil hi nahi naamukin ho jata hai

Gam Kaisha

Kuch pal jindngi mai aishe aate hai
jab kuch swalo ke jwab dena mushkil ho jaate hai
lekin un swalo ke jawab dene hi padte hai
ushi mai ho jaati hai kuch galtiiya ………..jishki
Vajah se milte hai kuch aishe naam…….jishe
Duniya wale karte hai badnaam…. :(

Ishq-E-Dastan

Tere Siva na koi dil ke pass hai
fir bhi naa jaane kiski talass hai
ye kaisha ahsaah ho raha hai
NAA jaane kishka intzar ho raha hai

Ishq-E-Dastan

Kise batou mai apni pareshani
Bas kar jaa tu mujhpe ek maharbani
Es tadpate dil ko de koi naam tu
ya deja apne hale dil ka paigam tu

Tuesday, February 19, 2008

Gam Kaisha

Jab hum aapshe mil hi nahi paaye
To bichadhne ka gam kaisha
Meri har dhadkan leti hai aapka naam
Phir aapki judayi ka gam kaisha
Aapke didar ke liye jee rahe the hum
Phir aane wali mout ka gam kaisha
Umar puri jinke naam kar di humne
To esh gujrte huye waqt ka gam kaisha
Aapki yaad mai aati hai khushbu
To in phulo ke murjhane ka gam kaisha